
Channel: AbbyViral
Category: Education
Tags: energetichindi rapabby viralspeechcoolmitramotivational videosomething big
Description: Join me on Whatsapp: bit.ly/ViralSena Join me on Whatsapp: bit.ly/ViralSena Something Big Will Happen in your life very soon! Jab back to back...back to back...ek ke baad ek mushkile tumhe giraye To sochna ki tu apne dum pe fir se khada hone vala hai Jab 4 log tujhpe hasne lag jaye, to matlab saaf hai Kuch bada hone vala hai Thomos Edison ke kismat ki batti jalne se pehle pehle 1000 koshishein nakamiyab huyi Ek nahi anginat bhagat singh ki kurbaniyo ke baad Desh ki mitti aazad huyi 250 saal ki gulami aur lakho logo ki kurbaniyo ke baad hi to Britain ki sarkaar bharat me barbaad huyi Maine baith ke ratta nahi lagaya, cheeze likh likh ke yaad huyi Baar baar rejected hone ke baad hi J. k. Rolling ki Harry Potter bestseller book bani. Ab aalas ke bum pe kas kar laat maarega ya aaj bhi yahi pada pada rone vala hai Teri kisamt bhi khul jayegi ab kuch bada hone vala hai Zindagi ke experiment me kuch aisa aavishkaar krunga Kisi ne khoji ni hogi Tumhara bhai Abby itni mehnat karega kisi ne sochi ni hogi Zingadi ki car ko top spped pe HOLD karenge Kahi pe thoki ni hogi Kahi roki ni hogi Tez raftar me aaj break fail hain Ab chahe batti hari ho ya laal Kahi pe roki ni hogi Jab Bitcoin ki price neeche gire To samjho ki graph dobara khada hone vala hai Elon Musk ne lagataar 2 tweet kr diye Yaha kuch bada hone vala hai Agar Virat Kohli ke saamne bowler ne ground pe attitude dikha diya To Cheeku is match me uski har ball ko dhone vala hai Kya tu aaj bhi poori raat jaag ke apne sapno ke liye kaam karega Ya fir aalas ki chadar odh ke sone vala hai Arjun ki tarah achook, nishana kabhi chukega nahi Seene me Pushpa vali fire hai, rukega nai जिसको जो कहना है कहने दो, अपना क्या जाता है, ये वक्त वक्त की बात है, और वक्त सबका आता है. Jaha koshish aur mehnat hai Kismat bhi udhar sath deti hai Ek घायल शेर की साँसे उसकी दहाड़ से ज्यादा खतरनाक होती हैं. Mujhe Samajhne ke liye thoda deep soach ki gehraiyo me jana hoga बेशकीमती ख़ज़ाने कभी किनारे पर नहीं मिला करते ना पेशी होगी, न गवाह होगा, अब जो भी हमसे उलझेगा बस सीधा तबाह होगा. Aur ye sab kuch tabhi hoga jab aap ek Massive action lenge



















